shukr hay ke aap ko Ghazal pasand aai, ye to mujay bhi pata hay ke Qaaf kahaaN hay aur Jehlum kahaN hay, maira kehnay ka matlab tha ke Qaaf ki aik pari Jehlum meN aa kar reh rahi hay, Qaaf ki pari pari per koi paabandi nahiN ke wo Jehlum nahin aa sakti, meN aik baar Jehlum say guzra hooN meN nay khud daikhi the,
aap ka aik baar phir shukria
Mukhlic
Ameen Asim
new_beau said: Not Nice...In fact Very Nice Ghazal..I really like it ...Bohat Achhi "CRAFT" hay iss ghazal ki...
Magar QAAF aur JEHLUM...Geography Kazor hay aap ki
Please post some More Ghazal..Ia m really Inspired ..